Home / Hindi Lyrics / Zulfein
Hindi Lyrics
Zulfein Lyrics in Hinglish
Mehul Mahesh · Single · 2025
| Song | Zulfein |
| Singer | Mehul Mahesh |
| Lyricist | Mehul Mahesh |
| Music | DJ AYnik |
| Film / Album | Single |
| Year | 2025 |
| Label | Beatop Records |
Song Meaning
The lover praises his beloved's hair, eyes and kohl — a single glimpse wounds his heart. Her face appears even in his sleep, and his prayer is that whatever the world says, he just finds her.
Zulfein Lyrics — Hinglish
Note: 'Zulfe' (Saahel) and 'Zulfan' (Arjun Sahota) are different songs — this is 'Zulfein' by Mehul Mahesh.
Lyrics source: iLyricsHub, Lyricsport, FeelNesT YouTube description. Credits: singer Mehul Mahesh · Label: Beatop Records.
MukhdaTere Gaalon Pe Bikhri Hai Zulfein Banke Badal
Teri Aankhon Pe De Rahi Hai Pehra Kaali Kajal
Tere Gaalon Pe Bikhri Hai Zulfein Banke Badal
Teri Aankhon Pe De Rahi Hai Pehra Kaali Kajal
Dekh Ke Mera Dil Inhein Ho Jata Hai Ghayal
Dekh Meri Aankhein Inhe Ho Jati Hai Paagal
Antara 1Hmm.. Neend Mein Tere Chehre Ki Tasveer Aati Hai
Jaagta Hoon Fir Bhi Tu Har Jagah Nazar Aati Hai
Neend Mein Tere Chehre Ki Tasveer Aati Hai
Jaagta Hoon Phir Bhi Tu Har Jagah Nazar Aati Hai
Raste Jo The Mere Wo Tumse Hi Ab Milte Hai
Phool Bhi Dil Ke Bagan Mein Tumse Puch Ke Khilte Hai
Chahiye Kya Aur Mujhe Tu Mil Jaye Bas Oh..
ChorusTere Gaalon Pe Bikhri Hai Zulfein Banke Badal
Teri Aankhon Pe De Rahi Hai Pehra Kali Kajal
Dekh Ke Mera Dil Inhe Ho Jaata Hai Ghayal
Dekh Meri Aankhein Inhe Ho Jaati Hai Pagal
Antara 2Seene Mein Sau Dard The Tere Choone Se Marham Lage
Pyar Tum Jee Bhar Karo Phir Bhi Mujhe Woh Kamm Lage
Baatein Ho Mulaqatein Ho Ye Duniya Chaahe Jo Kahe
Pyar Main Aur Tu Kare To Baakiyon Se Kyun Dare
Ek Hi Rabb Se Dua Tu Mil Jaaye Bas Oh..
ChorusTere Gaalon Pe Bikhri Hai Zulfe Banke Badal
Teri Aankhon Pe De Rahi Hai Pehra Kali Kajal
Tere Gaalon Pe Bikhri Hai Zulfein Banke Badal
Teri Aankhon Pe De Rahi Hai Pehra Kali Kajal
Dekh Ke Mera Dil Inhe Ho Jata Hai Ghayal
Dekh Meri Aankhein Inhe Ho Jaati Hai Paagal