Home / Hindi Lyrics / Tera Naam Doon

Hindi Lyrics

Tera Naam Doon Lyrics in Hinglish

Atif Aslam & Shalmali Kholgade · It's Entertainment · 2014

SongTera Naam Doon
SingerAtif Aslam & Shalmali Kholgade
LyricistPriya Panchal
MusicSachin-Jigar
Film / AlbumIt's Entertainment
Year2014
LabelTips Industries

Song Meaning

Someone wakes and sleeps inside me, my nights and days are lost in them — this is a love with no cure, only the effect of their gaze. If anyone asks who this madness is for, I will just give your name — you are my gift, my prayer and my fate.

Tera Naam Doon Lyrics — Hinglish

Lyrics source: Indicine, LyricsTaal, Glamsham. Credits: singer Atif Aslam & Shalmali Kholgade · Label: Tips Industries.

MukhdaOo.. Koi jaage soye mujh mein Meri raatein aur mere din Saare khoye usmein Koi itna apna laage Mera nadaan yeh dil Jaise dhadke usmein
AntaraMujhe jo hua hai Iski na dawa hai Kisi ne chhua hai Dil yeh kiski nazar ka hai asar
ChorusPoochhe jo koi toh Tera naam doon (Tera naam doon) Poochhe jo koi toh Tera naam doon (Tera naam doon) Main keh doon sabhi ko Yeh tera hi to hai asar Poochhe jo koi toh Tera naam doon (Tera naam doon)
Antara 2Koyi dastak deke dil pe Milne ko aata hai Mujh-mein reh jaata hai Koyi qismat jaisa laage Khushiyaan in haathon pe Likhta hi jaata hai Ye kaisi khata hai Jiski na sazaa hai Kisi ne chhuwa hai dil ye Kiski duaa ka hai asar
ChorusPoochhe jo koi toh Tera naam doon (Tera naam doon) Poochhe jo koi toh Tera naam doon (Tera naam doon)
Antara 3Zariwale kagazon mein lipta hua Kitne haseen rangon mein ranga hua Ye kya tohfa khuda ne Mujhe hai de diya Ye kya tohfa khuda ne Mujhe hai de diya.. Labon se raaz yeh phisal na jaaye yun Labon se raaz yeh phisal na jaaye yoon Pighalne laga hai Kiske liye mera sabar
OutroPoochhe jo koi toh Tera naam doon (Tera naam doon, tera naam doon) Ahaaan..

Release Your Song

Are you an artist? Release your song on Spotify, Apple Music and 150+ platforms with Last Play Distro.

Free — 60% Royalties$0, to get started
Artist — $9.99/mo, 85%Content ID included
Label — $29.99/mo, 95%150+ platforms
Release on Last Play Distro →