Home / Hindi Lyrics / Aarzu
Hindi Lyrics
Aarzu Lyrics in Hinglish
Asim Azhar, Khan, Madhurxo · Single · 2026
| Song | Aarzu |
| Singer | Asim Azhar, Khan, Madhurxo |
| Lyricist | Asim Azhar, Khan, Noor |
| Music | Asim Azhar, Khan, Noor |
| Film / Album | Single |
| Year | 2026 |
| Label | Asim Azhar |
Song Meaning
This song is about someone's memories and the charm of their shyness — that person lives in her dreams and is written in her eyes. After he left, even the days of spring turned away, and the lover is living on, hiding his memories away.
Aarzu Lyrics — Hinglish
Note: Sagar Jain's new 'AARZOO' (Nov 2026) is a different song — this is the viral Asim Azhar version.
Lyrics source: Popnable, LyricsDecoder, Shazam. Credits: singer Asim Azhar, Khan, Madhurxo · Label: Asim Azhar.
IntroHey hey
ChorusTera sharmana, meri jaana, kabhi
Rakh loon chhupa ke teri yaadein sabhi
Khwaabon mein mere hai tu hi basi
Tu hi basi, tu hi basi
Tera sharmana, meri jaana, kabhi
Rakh loon chhupa ke teri yaadein sabhi
Khwaabon mein mere hai tu hi basi
Tu hi basi, tu hi basi
RefrainPeeche dekhu raahein teri, yaadein jo rahi na meri
Khwaabon mein basa hai tu hi tu
Sawaalon mein main rakh loon chhupa ke, mujhe tu hi toh bigaade
Meri aankhon mein saja hai tu hi tu
Peeche dekhu raahein teri, yaadein jo rahi na meri
Khwaabon mein basa hai tu hi tu
Sawaalon mein main rakh loon chhupa ke, mujhe tu hi toh bigaade
Meri aankhon mein saja hai tu hi tu
AntaraOh kaisi dilkashi, tujh se dillagi, mere humnasheen… hmmm
Kyun chupaun main, ab koi darr nahi
Tu jaise meri pari
Masoomiyat chhalke teri baaton se kitni… haaye
Saada si jo adayein teri, qatil hai woh dil ki meri
Phir se bolo
RefrainPeeche dekhu raahein teri, yaadein jo rahi na meri
Khwaabon mein basa hai tu hi tu
Sawaalon mein main rakh loon chhupa ke, mujhe tu hi toh bigaade
Meri aankhon mein saja hai tu hi tu
ChorusTera sharmana, meri jaana, kabhi
Rakh loon chhupa ke teri yaadein sabhi
Khwaabon mein mere hai tu hi basi
Tu hi basi, tu hi basi
OutroDono jahaan teri mohabbat mein haar ke
Woh ja raha hai koi shab-e-ghum guzaar ke
Veeran hai maikada, khum-o-saaghar udaas hain
Tum kya gaye ke rooth gaye din bahaar ke